Shor ne sawaal puchha
Khamoshi ne jawaab likhha
Do botal sharaab pi kar
Zindagi ne qitab likhha
Zist ne sirf kaante dekhe
Shuru huwe to gulaab likhha
Haqeekat ne faqat saajish ki
Qalam uthaya aur sailaab likhha
Din jab kate gunahon mei
Saza ke naam par khwaab likhha
Jab bhi dekha mahtaab tujh ko
Khuda ki qasam aftaab likhha
'Mustafiz' aao ek baat bata dun
Tum ne bohot kharaab likhha
****
शोर ने सवाल पूछा।
खामोशी ने जवाब लिखना।
दो बोतल शराब पी कर।
ज़िन्दगी ने किताब लिक्खा।
ज़ीस्त ने सिर्फ कांटे देखे
शुरू हुवे तो गुलाब लिक्खा
हक़ीक़त ने फ़क़त साज़िश की
क़लम उठाया और सैलाब लिख्हा
दिन जब कटे गुनाहों में
सजा के नाम पर ख्वाब लिक्खा
जब भी देखा माहताब तुझ को
खुदा की क़सम आफताब लिक्खा
मुस्तफिज़ आओ एक बात बता दूँ
तुमने बोहोत खराब लिखहा
written by Mustafiz
No comments:
Post a Comment