Vaan us ko haul-e-dil hai to yaan main hun sharm-sar
Yaani ye meri aah ki tasir se na ho
Apne ko dekhta nahin zauq-e-sitam ko dekh
Aaina ta-ki dida-e-nakhchir se na ho
**********
वाँ उस को हौल-ए-दिल है तो याँ मैं हूँ शर्म-सार
या'नी ये मेरी आह की तासीर से न हो
अपने को देखता नहीं ज़ौक़-ए-सितम को देख
आईना ता-कि दीदा-ए-नख़चीर से न हो
written by Mirza Ghalib
No comments:
Post a Comment