Md. Mustafiz Raza

Welcome to the blog. We provide authentic shayaries both in English and Hindi language for your comfort.
(NOTE:-NO SHAYARI HAS BEEN TAKEN FROM ANYWHERE ELSE, IT'S ALL MADE BY OWN). Also the poetry available here has been respecitively credited to their original writer. Keep Visiting. Thank you for your time.

To view shayari videos of various poets. Click on the link on the right side pannel.

Friday, March 18, 2022

TOP 20 BEST SHER OF MUSTAFIZ RAZA (PART- 3 )


 1

VO SHAKS INSAAN NAHI JO KARE MUFLIS KI MADAD
DENE SE PAHLE JO USKA MAZHAB DEKHE

2

VO NADAAN HI THE BAS KHELNE KA SHOUQ THA
HAM BHI THE MITTI KE HAM SE BHI KHEL LIYA

3

RANGEEN AANSU HOTE AGAR
TERA HI RANG NAZAR AATA MERE CHEHRE PAR

4

YE SHAHAR BHI KHANDHAR HAI JIS MEI TU NAHI
MAI YAHAN AUR TU WAHAN YE SAHI NAHI

5

SANNATA SATH DETA HAI MERA
JAB LOG AKELA CHHODH DETE HAIN

6

PARINDON SE CHIDH HOTI HAI AKSAR MUJHE
UDNE KO BE-QARAAR MAI BHI RAHTA HUN

7

ISHQ KA IMAARAT CHAAND CHHUTA HOGA
MOHABBAT MEI JIS KI BUNIYAAD ACHHI HAI

8

ABHI BHI NISHAAN AANSU SE AASTIN SE NIKLE NA HONGE
YA TO KAMIZ DHULE NA HONGE YA MILE NA HONGE

9

ISS BAAGH MEI WO GULAB KYUN NAHI MILTA HAME
JIS KI KHUSHBU SE YE BAAGH HAME MILA HAI

10

DIL KO AZMANA ACHHA LAGA HO TO BATIYE
JAAN KI BAAZI MEI AUR HI MAZAA HAI

11

FAQAT EK KO BHEED MEI DHUNDNE KE LIYE
DEKHIYE KIS KIS PE NAZAR DAALI JAEGI

12

EK HI TARAH KA HAI YE DOUR-E-AFSANA
MUJH TAK TERA AANA AUR ZAKHM KA BHAR JAANA

13

LIKH LIKH KE RAKHHTE HAIN HAR GHAM KITABON MEI
BIKHRE PADE HAIN SHABNAM KITABON MEI

14

NA CHAKU SE NA KISI ZEHER SE HOGA
JO KAAM TERE EK NAZAR SE HOGA

15

UMR BHAR MOHABBAT KI DUA KARTE RAHE
JINKA SAARA WAQT IBAADAT MEI GUZAR GAYA

16

MUJHE DARD CHHUPANA TO AA GAYA
TUMNE DARD DENA KYUN CHHODH DIYA

17

GHAM-E-ISHQ NE KHAMOSH RAKHA HAI AAJ KAL
AUR KAHTE HAIN KI SUDHAR GAYA HAI

18

ITNA PILAA SAAQI KI NASHA HONE LAGE
ITNA BHI NA HO JAE KI BURA HONE LAGE

19

KAHTE HAIN VO KI SHER SAMJHA DO
MERI JAAN AAP HI KO LIKHHA HAI

20

ZINDAGI DHUDNE KE LIYE KHVAAB MEI KHOE RAHE
UMR BHAR ISI TARAH QITAAB MEI KHOE RAHE

*******

No comments:

page top middle