Ek halki si barish se mousam suhana ho gaya
Tum bhi nazar aa jao ki ik zamana ho gaya
*******
Ye jo dil ke mariz doctor se milte haiñ
Inhe nahi pata ki iska ilaaj nahi hota
******
Teri mohabbat ke siwa aur kya chaha maine
Ek wafa ki tamanna thi vo bhi nahi mili
******
Mohabbat karne waale Urdu sikh rhe hain
Aankhoñ ko kahañ lafzoñ ki zarurat hai
******
Nikamma hi sahi tamanna hi sahi
Aarzu agar nahi to marna hi sahi
No comments:
Post a Comment