Hai jaam-e-nazarbaaz wo ham tishnagi ke maare
Faasle se nigahbaani-e-shauq 'Mustafiz' na kar
Ki shamsheer kuch nahi us nazar ke aage
Chalaa dil par tu aur der hargiz na kar
*********
है जाम-ए-नज़रबाज़ वो हम तिश्नगी के मारे
फासले से निगहबानी-ए-शौक़ 'मुस्तफिज़' न कर
की शमशीर कुछ नहीं उस नज़र के आगे
चला दिल पर तू और देर हरगिज़ न कर
Meaning:-
Nazarbaaz:- Starer, ताड़ने वाला
Tishnagi:- Thirsty, प्यासा
Nigahbani:- Inspection, रखवाली
written by Mustafiz
No comments:
Post a Comment