Fir aaj qahar ko dekha
Zauq-e-nazar ko dekha
Kuchh ne safar ke dekha
Ham ne thahar ke dekha
Chashm-e-guhar si aankhon ko
Taaron ne utar ke dekha
Mukhtasar se waqt mei ham lipat ke rah gaye
Chandd pal mei unko hamne aankh bhar ke dekha
********
फिर आज क़हर को देखा
ज़ौक़-ए-नज़र को देखा
कुछ ने सफर के देखा
हम ने ठहर के देखा
चश्म-ए-गुहार सी आँखों को
तारों ने उतर के देखा
मुख़्तसर से वक़्त में हम लिपट के रह गए
चंद पल में उनको हमने आँख भर के देखा
Meaning:-
Zauq-e-nazar:- Perceptive eyes
Safar:- Travel
Thahar:- Still, Without moving
Mukhtasar:- Short, थोड़ा सा
written by Mustafiz
No comments:
Post a Comment