Phool aur bhawar ke kisse sab ko ache lage
Kaaton ki kurbani kisi ko yaad nahi
Bhawar ki laalach bhi mohabbat lagi sabko
Magar paasbaani kaaton ki hamesha buniyaad rahi
Khubsurti badhti nahi agar kaaten nikaal do
Bann jata zarr zameen ka bin kaaton ke
Yun hota aabaad nahi
फूल और भवर के किस्से सब को अचे लगे
काटों की क़ुरबानी किसी को याद नहीं
भवर की लालच भी मोहब्बत लगी सब को
मगर पासबानी काटों की हमेशा बुनियाद रही
खूबसूरती बढ़ती नहीं अगर काटें निकाल दो
बन्न जाता ज़रर ज़मीन का बिन काटों के
यूँ होता बाबाद नहीं
Meaning:-
Paasbaani:- Protection, रक्षा करना
written by Mustafiz
For image of the above shayari, Click HERE
Audio↧
Kaaton ki kurbani kisi ko yaad nahi
Bhawar ki laalach bhi mohabbat lagi sabko
Magar paasbaani kaaton ki hamesha buniyaad rahi
Khubsurti badhti nahi agar kaaten nikaal do
Bann jata zarr zameen ka bin kaaton ke
Yun hota aabaad nahi
फूल और भवर के किस्से सब को अचे लगे
काटों की क़ुरबानी किसी को याद नहीं
भवर की लालच भी मोहब्बत लगी सब को
मगर पासबानी काटों की हमेशा बुनियाद रही
खूबसूरती बढ़ती नहीं अगर काटें निकाल दो
बन्न जाता ज़रर ज़मीन का बिन काटों के
यूँ होता बाबाद नहीं
Meaning:-
Paasbaani:- Protection, रक्षा करना
written by Mustafiz
For image of the above shayari, Click HERE
Audio↧