Tanaa shajar ka rahta hai bandish mei
Aazaadi to dikhti hai shakhon ki
Mohabbat mei jazbaaton ke izhaar ko faqat
Zarurat hoti hai to bas aankhon ki
Aur hum to aap ke dil-e-qafas mei band hain
Hamen kya zarurat salaakhon ki
तना शजर का रहता है बंदिश में
आज़ादी तो दिखती है शाखों की
मोहब्बत में जज़्बातों के इज़हार को फ़क़त
ज़रूरत होती है तो बस आखों की
और हम तो आप के दिल-ए-क़फ़स में बंद हैं
हमें क्या ज़रूरत सलाखों की
Meaning:-
Tanaa:- Truck of Tree, पेड़ का तना
Shajar:- Tree, पेड़
Shakhon:- Branches, शाखों
Faqat:- Only, सिर्फ
Qafas:- Prison, जेल
Salaakhon:- Prison, जेल, कैद
written by Mustafiz
For image of the above shayari, Click HERE
Audio↧
Aazaadi to dikhti hai shakhon ki
Mohabbat mei jazbaaton ke izhaar ko faqat
Zarurat hoti hai to bas aankhon ki
Aur hum to aap ke dil-e-qafas mei band hain
Hamen kya zarurat salaakhon ki
तना शजर का रहता है बंदिश में
आज़ादी तो दिखती है शाखों की
मोहब्बत में जज़्बातों के इज़हार को फ़क़त
ज़रूरत होती है तो बस आखों की
और हम तो आप के दिल-ए-क़फ़स में बंद हैं
हमें क्या ज़रूरत सलाखों की
Meaning:-
Tanaa:- Truck of Tree, पेड़ का तना
Shajar:- Tree, पेड़
Shakhon:- Branches, शाखों
Faqat:- Only, सिर्फ
Qafas:- Prison, जेल
Salaakhon:- Prison, जेल, कैद
written by Mustafiz
For image of the above shayari, Click HERE
Audio↧